26 Nafrat quotes & nafrat Whatsapp status messages
Kuch Log sirf ap sy islye nafrat kartye hein kyn k bohat saraye log ap sy pyar kartye hein.
Nafraton k teer kha kar doston k sher mein hum nay kis kis ko pokara yeh kahani phr sahi.
Jo mujh sy nafrat kartye hein..
Hazrat Ali farmatye hein k dosti aur mohabat unsy karo jo nibhana jantye hun nafrat unsay karo jo bhulana jantye hun aur gusa un sy karo jo manan jantye hun..
Jab mohabbat aur nafrat ek hi insan sy hojaye tu usay bulana bohat muskil hojata hai..
Hum Mohabbat k izhar mein gongaye aur nafrat k izhar mein moun phat log hein.
Sab nay apni apni kabr mein jana hai dosron k gunah aur aebon ka shor macha kar apnay amal ka wazan badhnye sy behtar hai hum apni zaban ki dieting ki taraf twaju daye..
NAFRAT si hojati hai khud sy jab mein apna gusa apnaye ansau mein bha deti hu..
Nafrat ho jayegi tuhey khus se agr mein tere hi andaz mein baat karon.
Mujhey nafrat pasand hai lekin dekhawaye ka pyar nhi ..
Jab tumharaye dil mein kisi k liye nafrat peda honaye lagye tu us ki achaeyon ko yad karo..
Mujhey chanye walon ki tadad badhti jarahi hai nafrat karnye walon apni duaon mein asar lao.
Mukhalfat sy meri shaksiyat sanwarti hai mein dushmano ka bhi ahtaram karta hun..
Agr jalnye walye ka moun sach mein kala hota tu iss waqt adha pakistan west indies ban gaya hota.
Hum buaye hein saf kehtye hein par tum jeson sy tu allah bachye..
AAJ Tak insan aesa kachradan nhi bana saka jis mein woh apni nafratein adawatein tasub aur jahalat ko phenk sakye..
Nafrt bhi kyn karein un sy itna bhi wasta kyn rakhna..
apnye kehlf batein khamoshi sy sunta hun jawab denye ka haq waqt ko daye rakha hai..
Aena jab uthaya karo pehlye dekha karo phr dekhaya karo..
Kuch logon ko lagta hai k unki chalkiyan samjh nhi ati par mein khamoshi sy un ko apni nazron sy girta howa dekhta rehta hun
uss ko meri nafrat ka andaza nhi shayad uss shaks ny dehka hai mera pyar musalsal
Mohabat k peda honye mein daer lagti hai magr nafrat k peda honye mein koi daer nhi lagti pehli chez jitni muskil hai dosri chez utni hi asan..
Nafrat ko hazar mouqay du k woh mohabbat ban jaye lekin mohabbat ko ek mouka na du k woh nafrat ban jaye..
Nafrat Gunah sy karo gunahgar sy nhi shayad woh ap ki mohabbat mein akr gunah karna chor daye..
Benaslye logon ki sab sy badhi nishani tum usay jitni izat do gaye woh tumhein utni hi taklef daye ga..
No comments:
Post a Comment